Diwali aartis are the special prayers sung by humans in order to please goddess Lakshmi and Lord Ganesha. In fact the aartis are nothing but the special songs and prayers, which are devoted entirely to the gods and goddesses. These aartis are a musical way of admiring and appraising the Supreme power and to ask him for bestowing His blessings upon the humans. According to the Hindu culture the Diwali aartis are the part of the tradition and rituals to be followed at the time of Lakshmi Puja, so that Goddess Lakshmi can be invited into the homes in an enchanting manner.
Here are the Diwali aartis, to be sung at the time of Diwali puja, in order to please the gods and ask for their blessings.
Shri Ganesha Aarti
Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva.
Ek dant dayavant, char bhuja dhari
Mathe sindur sohai, muse ki savari, Jai Ganesh...
Andhan ko ankh det, kodhin ko kaya
Banjhan ko putra det, nirdhan ko maya, Jai Ganesh....
Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhog lage, saht kare seva, ,Jai Ganesh....
Jai Ganesh, Jai Ganesh, Jai Ganesh deva, Mata jaki Parvata, Pita Mahadeva.
Maa Lakshmi Aarti
Jai lakshmi maataa, maiyaa jai lakshmi maataa
tumko nishadin dhyaavata, hara vishnu vidhaataa
brahmaani, rudraani, kamlaa, tu hi hai jaga maataa
surya chandramaa dhyaavata, naarada rishi gaataa
durgaa rupaa nirantara, sukha sampati daataa
jo koi tumko dhyaavata, riddhi siddhi dhana paataa
tu hi hai paatala basanti, tu hi shubha daataa
karma prabhaava prakaashaka, jaganidhi ke traataa
jis ghara mein tum rahati, saba sadaguna aataa
kara sake koii kara le, mana nahin ghabaraataa
tuma bina yagya na hove, vastra na koii paataa
khaana paana ka vaibhava, sab tumse hi aataa
shubha guna mandira sundara, kshirodadhi jaataa
ratana chaturdasha tuma hi, koii nahin paataa
aartii lakshmii ji ki, jo koii nar gaataa
ura aananda umanga ati, paap utar jaataa
Om Jaya Jagadeesha Hare Aarti
Om Jaya Jagadeesha Hare
Swami Jaya Jagadeesha Hare
Bhakta janon ke sankat
Bhakta janon ke sankat
Kshan me door kare
Om Jaya Jagadeesha Hare
Jo dhyave phal paave
Dhukh vinashe man ka
Swami dhukh vinashe man ka
Sukha sampati Ghar aave
Sukha sampati Ghar aave
Kashht mite tan ka
Om Jaya Jagadeesha Hare
Mata pita tum mere
Sharan padun mai kis ki
Swami sharan padum mai kis ki
Tum bina aur na doojaa
Tum bina aur na doojaa
Asha karun mai kis ki
Om Jaya Jagadeesha Hare
Tum pooran Paramatma
Tum Antaryaami
Swami Tum Antaryaami
Para brahma Parameshwara
Para brahma Parameshwara
Tum sab ke Swami
Om Jaya Jagadeesha Hare
Tum karuna ke saagar
Tum palan karta
Swami Tum palan karta
Mai sevak tum swaami
Mai sevak tum swaami
Kripa karo bhartaa
Om Jaya Jagadeesha Hare
Tum ho ek agochar
Sab ke prana pati
Swami sab ke prana pati
Kis vidhi miloon dayamaya
Kisi vidhi miloon dayamaya
Tum ko mai kumati
Om Jaya Jagadeesha Hare
Deena bandhu dukh hartaa
Tum rakshak mere
Swami tum rakshak mere
Apane hast uthao
Apane hast uthao
Dwar khada mai tere
Om Jaya Jagadeesha Hare
Vishaya vikar mithao
Paap haro deva
Swami paap haro deva
Shraddha bhakti badhao
Shraddha bhakti badhao
Santan ki seva
Om Jaya Jagadeesha Hare
Tan man dhan sab kuch hai tera
Swami sab kuch hai tera
Tera tujh ko arpan
Tera tujh ko arpan
Kya laage mera
Om Jaya Jagadeesha Hare
Om Jai Jagadeesha Hare
Swami Jai Jagadeesha Hare
Bhakta janon ke sankat
Bhakta janon ke sankat
Kshan me door kare
Om Jaya Jagadeesha Hare
Shri Ram Aarti
Shri Ram Aarti Shri Ramachandra kripalu bhaju man,
haran bhav bhai darunam.
Nav kanj lochan, kanj mukh,
kar kanj pad kanjarunam Kandarp aganit amit chhavi,
Navvnil jiraj sundaram,
pat pit manahun tadit ruchi,
Suchi naumi Janakasutavaram.
Bhuj din bandu dinesh danav, dusht dalan nikandanam,
Raghunand anand kand Kaushal,
chandra Dashrath nandanam.
Sir krit kundaltilak charu,
udar ang vibhushanam,
Ajanubhuj san-chap dhar,
sangramajit kharadushanam.
iti badit Tulasidas Shankar,
shesh muni man ranjanam,
Mam hridai kanj nivas kar,
kamadi khal dal bhanjanam.
Manujahi racheu milahi so bar sahaj sundarsanvaro,
Karuna nidhan sujan silu sanehu janat ravaro.
Ehi bhanti Gauri asis suni,
Siya sahit hiya harshin ali,
TuIsi bhavanihin puji-puni mudit man mandir chali.
Jani Gauri anukal,
Siya hiya harshu na jai kahi,
Manjul mangal mul,
bam ang pharkan lage.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment